Marvel ka future

So ab aak new record record ban gaya he Marvel ki the Marvels movie ke trelar ke sath

Jaha ham jante he ki Marvel ki acchi story telling or VFX ki vajhe se sari duniya Marvel ki movies dekhna pasnd karti he vahi Marvel ke phase 4 ki movies logo ko itte buri lagi ki abhi recently movie ke trelar the Marvels ne Marvel ki ab tak ki sabse zyada dislikes pane ka ricordo bana liya ab trelar dekh ke ye to nahi kaha ja sakta ki movie kesi hogi par Marvel ko apne plans thode bhot badalne padenge 😶Varna bhari nuksan bhi ho skata he

One response to “Marvel ka future”

Leave a Reply

Create your own website, free on WordPress.com.Create your own website.
Start free